Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeC Arjun
HomeC Arjun
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ab se pehle to ye dil ki haalat na thi ab se pehle to ye dil ki haalat na thi aaj kya ho gaya aaj kya ho gaya aaj kya ho gaya aaj kya ho gaya zindagi dusaron ki amaanat na thi zindagi dusaron ki amaanat na thi aaj kya ho gaya aaj kya ho gaya ab se pehle to ye dil ki haalat na thi ab se pehle to ye dil ki haalat na thi aaj kya ho gaya aaj kya ho gaya aaj kya ho gaya aaj kya ho gaya koi dekhe humein koi chaahe humein aur saraahe humein koi dekhe humein koi chaahe humein aur saraahe humein ye tamanna ye kwahish ye hasrat na thi ye tamanna ye kwahish ye hasrat na thi aaj kya ho gaya aaj kya ho gaya ab se pehle pehle ab se pehle to ye dil ki haalat na thi aaj kya ho gaya aaj kya ho gaya aaj kya ho gaya aaj kya ho gaya apne adaaz par naaz karte the hum humko apni kasam apne adaaz par naaz karte the hum humko apni kasam gair se baat karne ki fursat na thi gair se baat karne ki fursat na thi aaj kya ho gaya aaj kya ho gaya ab se pehle pehle ab se pehle to ye dil ki haalat
Bahut Khoobsurat Hai Aankhein
dard e dil dard e wafa dard e tamanna kya hai aap kya jane mohabbat ka takaza kya hai oo oo ooo bemuravat bewafa begana e dil aap hain bemuravat bewafa begana e dil aap hain aap maane ya na maane mere qatil aap hain bemuravat bewafaa aap se shikwa hai mujh ko gair se shikwa nahin aap se shikwa hai mujh ko gair se shikwa nahin janti hoon dil mein rakh le ne ke kabil aap hain bemuravat bewafaa saans leti hoon to yun mehsoos hota hai mujhe saans leti hun to yun mehsoos hota hai mujhe jaise mere dil ki har dhadkan mein shamil aap hain bemuravat bewafaa ghum nahin jo lakh tufanon se takrana pade ghum nahin jo lakh tufanon se takrana pade main wo kashti hoon ki jis kashti ke sahil aap hain bemuravat bewafa begana e dil aap hain aap maane ya na maane mere qatil aap hain bemuravat bewafaa
chah karni thi chah kar baithe zindagi hum tabaah kar baithe ishq kyun khamkhaah kar baithe zindagi hum tabaah kar baithe ishq kyun khamkhaah kar baithe na asar aansuon na aanhon mein na asar aansuon na aanhon mein lut gaye hum wafa ki raahon mein lut gaye hum wafa ki raahon mein ek patthar se chaah kar baithe zindagi hum tabaah kar baithe chah karni thi chah kar baithe ho gaye hum gali gali ruswaa ho gaye hum gali gali ruswaa ishq gar hai gunaah aye duniya ishq gar hai gunaah aye duniya ab to hum ye gunaah kar baithe zindagi hum tabaah kar baithe ishq kyun khamkhaah kar baithe ab na duniya mein kuchh raha apna ab na duniya mein kuchh raha apna maut kar degi faisla apna maut kar degi faisla apna zindgi se nibaah kar baithe zindagi hum tabaah kar baithe chah karni thi chah kar baithe hum nakaabil the unki hasti ke hum nakaabil the unki hasti ke hum the baase gareeb basti ke hum the baase gareeb basti ke chaand par kyun nigaah kar baithe zindagi hum tabaah kar baithe
ghum ki andheri raat mein dil ko naa beqaraar kar subah zuroor aayegi subah kaa intezaar kar ghum ki andheri raat mein dard hai saari zindagi jiska koi seela nahin dil ko fareb dijiye aur ye haunsala nahin aur ye haunsala nahin mujhse to badgumaan naa ho khud pe to aitbaar kar subah zuroor aayegi subah kaa intezaar kar ghum ki andheri raat mein khud hi tadap ke reh gaye dil ki sadaa se kya mila aag se khelte rahe humko wafaa se kya mila humko wafaa se kya mila dil ki lagi bhujha naa de dil ki lagi se pyaar kar subah zuroor aayegi subah kaa intezaar kar ghum ki andheri raat mein dil ko naa beqaraar kar subah zuroor aayegi subah kaa intezaar kar ghum ki andheri raat mein
ho gori zulm kare julf ka bikhar jana ho gori zulm kare julf ka bikhar jana ho bikhar jana haaye bikhar jana bikhar jana haaye bikhar jana ho gori ho gori ho gori zulm kare julf ka bikhar jana ho gori zulm kare julf ka bikhar jana har ada teri kamaal mukhda chaand ki misaal chalti morni ki chaal jaane kyu na dil ka haal badgumaan thodi der hi thehar jana ho thehar jana haaye thehar jana thehar jana haaye thehar jana ho gori ho gori ho gori zulm kare julf ka bikhar jana ho gori zulm kare julf ka bikhar jana ye duppata jaali daar pehane motiyun ka haar halka halka ye singaar aaye kis tarah na pyaar ye bahaar uspe ye tera sanwar jana ho sanwar jana haaye sanwar jana sanwar jana haaye sanwar jana ho gori ho gori ho gori zulm kare julf ka bikhar jana ho gori zulm kare julf ka bikhar jana aankh mein hasi guroor husn ke nashe mein choor dekhna ye door door humse kya hua kasoor haaye raam le ke dil tera mukar jana ho mukar jana haaye mukar jana mukar jana haaye mukar jana
hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe sirf jazbaat hai jazbaaat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe kiski taqdeer mein hai unke mehakate gesun kiske ghar failega uss mast nazar ka jaadu kiski taqdeer mein hai unke mehakate gesun kiske ghar failega uss mast nazar ka jaadu inn pareshan sawaalat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe itna deewana na ban ae dil e betaab sambhal woh agar mil bhi liye tujhse to itna na machal itna deewana na ban ae dil e betaab sambhal woh agar mil bhi liye tujhse to itna na machal be taalukh si mulaaqat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe muskurahat ko mohabbat ka ishara na samajh mil liye honge woh yunhi unhe apna na samajh muskurahat ko mohabbat ka ishara na samajh mil liye honge woh yunhi unhe apna na samajh aise nadaan khayalaat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena
in pyaar ki raahon mein tera hi sahara hai aa milke chalen hum tum mausam ka ishaaraa hai hai tu hi meri manzil aur tu hi kinaaraa hai phool aur khushboo jaise ab saath hamaaraa hai in pyaar ki raahon mein aahaa aahaa tera hi sahara hai hoooo in pyaar ki raahon mein rang dekh ke phoolon ka dil bas mein nahin rehtaa khud sun lo meri dhadkan main kuchh bhi nahin kehtaa aahaa aahaa aahaaa aaaaa dil ko samjha lo na dhadkan ko dabaa lo na bechain ho kyun aakhir jab phool tumhaara hai in pyaar ki raahon mein aa haa aa haa tera hi sahaaraa hai aa haa in pyaar ki raahon mein bechain to honge hi tum baat wo karti ho ab dar hai tumhe kis ka kis baat se darti ho aa aahaaaaaaa aa haa aaa aaaaaaaaaaa dar hai ruswaayi ka dar is tanhaai ka is pe bhi jo sach puchho hamen dar hi tumhaaraa hai in pyaar ki raahon mein tera hi sahara hai aa milke chalen ham tum mausam ka ishaaraa hai hai tu hi meri manzil aur tu hi kinaara hai phool aur khushboo jaise ab saath hamaaraa hai in pyaar ki
insaan kitne yug beete yoonhi raha naadaan yoonhi raha naadaan moorakh hai insaan bhagwan moorakh hai insaan bhagwan bure bhale ka gyaan rakhe na bure bhale ka gyaan rakhe na apna ganwaaye dekho naam naam naam re moorakh hai insaan bhagwan moorakh hai insaan aap hi chun chun kaante boye saare kul ki laaj duboye paap ko man ka bojh na jaane dharti pal pal phoot ke royee dharti pal pal phoot ke roye kaisa zamaana aaya raam raam raam re moorakh hai insaan bhagwan moorakh hai insaan dukh bhi jhele dard bhi paaye phir bhi paapi baaj na aaye pag pag bhatke raah na soojhe man ka andhera badhta jaayee man ka andhera badhta jaaye khoya ujaala chhaayi shaam shaam shaam re moorakh hai insaan bhagwan moorakh hai insaan
jitni haseen ho tum haaye utni hi bewafa ho jitni haseen ho tum utni hi bewafa ho phir bhi mere liye tum phir bhi mere liye tum main kya bataun kya ho jitni haseen ho tum tumko saja rakha hai palkon ki chilmanon mein tum saans le rahi ho is dil ki dhadkanon mein itni kareeb ho kar itni kareeb ho kar phir kyun juda juda ho jitni haseen ho tum mujhko siwa tumhaare kuchh bhi pata nahin hai duniya mein hai to kya hai duniya mein kya nahin hai kitni hi badguma ho tum phir bhi badguma ho naaraaz ho khafa ho jitni haseen ho tum itni duniya pe humne baad e wafa naa paayi apne liye tumhaari koi ada naa paayi lagta hai yun ke mujhse lagta hai yun ke mujhse rutha mera khuda ho jitni haseen ho tum utni hi bewafa ho phir bhi mere liye tum phir bhi mere liye tum main kya bataaun kya ho jitni haseen ho tum utni hi bewafa ho jitni haseen ho tum
karti hoon tumhara vrat main sweekaar karo maa manjhdhar mein main atki beda paar karo maa beda paar karo maa he maa santoshi maa santoshi karti hoon tumhara vrat main sweekaar karo maa manjhdhar mein main atki beda paar karo maa beda paar karo maa he maa santoshi maa santoshi baithi hoon badi aasha se tumhare darbaar mein baithi hoon badi aasha se tumhare darbaar mein kyo roye tumhari beti iss nirday sansaar mein paltado meri bhi kismat paltado meri bhi kismat chamatkar karo maa manjhdhar mein main atki beda paar karo maa beda paar karo maa he maa santoshi maa santoshi mere liye to band hain duniya ki sab raahen mere liye to band hain duniya ki sab raahen kalyaan mera ho sakta hai maa aap jo chahe chinta ki aag se mera chinta ki aag se mera uddhaar karo maa manjhdhar mein main atki beda paar karo maa beda paar karo maa he maa santoshi maa santoshi durbhagya ki deewaar ko tum aaj hata do durbhagya ki deewaar ko tum aaj hata do maateshvari wapas mere saubhagya ko la
madad karo hey madad karo hey madad karo santoshi maata madad karo santoshi maata meri izzat ka sawaal hai maa aaj ye nibhaana apna naata maata maata madad karo santoshi maata madad karo santoshi maata mere liye zindagi aaj talvaar ki dhaar bani hai talvaar ki dhaar bani hai maa mere liye jeewan ki har nazar ab angaar bani hai ab angaar bani hai maa mujhe chita mein aaj jalaa do mujhe chita mein aaj jalaa do aye meri bhagya vidhaata maata maata madad karo santoshi maata madad karo santoshi maata mujhse mat rootho janani meri bigdi baat banaao meri bigdi baat banaao maa mere maathe se kalank ka kaala daag mitaao kaala daag mitaao maa siva tumhaare koi sahaara siva tumhaare koi sahaara mujhe nazar mein nahin aata maata maata madad karo santoshi maata madad karo santoshi maata hey jagdamba taaro mujhko duniya de rahi taana ye duniya de rahi taana maa imtehaan lene ko khada hai dushman ban ke zamaana dushman ban ke zamaana o maa aaj kahin badnaam na hove aaj kahin
main abhi gair hoon mujh ko abhi apna na kaho haay mar jaayenge mit jaayenge aisa na kaho main abhi gair hoon dil ki dhadkan ki tarah dil mein basi rehti ho khaab ban kar meri palkon pe saji rehti ho khaab ban kar meri palkon pe saji rehti ho kya kahun tum ko agar jaan e tamanna na kahun main abhi gair hoon mujh ko abhi apna na kaho main abhi gair hoon yun na dekho ke meri saans ruki jaati hai jo nazar uthati hai sharma ke jhuki jaati hai jo nazar uthati hai sharma ke jhuki jaati hai meri nazron ko mere dil ka taqaaza na kaho haay mar jaayenge mit jaayenge aisa na kaho haay mar jaayenge raaz kyun raaz rahe iski zarurat kya hai hamse daaman na chhudaao ye qayaamat kya hai hamse daaman na chhudaao ye qayaamat kya hai ham to kehte hain hamein shauq se deewaana kaho main abhi gair hoon
main to aarti utaroon re santoshi mata ki main to aarti utaroon re badi mamta hai bada pyaar maa ki aankhon mein badi karuna maya dulaar maa ki aankhon mein kyun na dekhun main baaram baar maa ki aankhon mein kyun na dekhun main baaram baar maa ki aankhon mein dikhe har ghadi dikhe har ghadi naya chamatkaar maa ki aankhon mein ho nritya karun jhoom jhoom jham jhama jham jhoom jhoom o jhankee niharun re main to aarti utaroon re santoshi mata ki main to aarti utaroon re sada hoti hai jai jaikaar maa ke mandir mein nit jhanjhar ki hoye jhankaar maa ke mandir mein sada manjeere karte pukaar maa ke mandir mein sada manjeere karte pukaar maa ke mandir mein bardaanon ke bardaanon ke bhare hain bhandaar maa ke mandir mein ho deep dharun dhoop dharun prem sahit bhakti karun o jeevan sudharun re main to aarti utaroon re santoshi mata ki main to aarti utaroon re
nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe kareeb aake ye mausam jawaan rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe kareeb aao to kambakt dil dhadakta hai kareeb aao kareeb aao to kambakt dil dhadakta hai kadam kadam pe koi jaise mujhko takta hai ye raaz tere mere darmiya rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe aaaaa aaa aaaaaa dilon mein rang nigahon mein roshni bharle dilon mein rang nigahon mein roshni bharle zara se der to bahon mein zindagi bhar le zara se der to bahon mein zindagi bhar le kise khabar hai ke hum kal yahan rahen na rahen zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe kareeb aake ye mausam jawaan rahe na rahe khile hain phool dilon ke khule hawaon mein khile hain phool khile hain phool dilon ke khule hawaon mein basi rahegi ye khushboo sada fizaon mein zameen rahe na rahe aasma rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe
hmmm hmmmm hmmmmmm oooooo oooooo ooooo ooooo ooooo oooooo hoooooo hooo hooo hooo paas baitho tabiyat behal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tall jaayegi paas baitho tabiyat behal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tall jaayegi dhaar kaajal ki tum aur teekhi karo maang honthon ki meethi hansi se bharo zindagi jhumne par machal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tall jaayegi paas baitho tabiyat behal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tall jaayegi humne maana ke chhayi hai kaali ghata gore gaalon se gesun hata do zara iss andhere mein ik shamma jal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tall jaayegi paas baitho tabiyat behal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tall jaayegi ghum ne chheda humen tum naa chheda karo jo tumhare hain unse naa parda karo muskuraa do tamanna nikal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tall jaayegi paas baitho tabiyat behal jaayegi maut bhi aa gayi ho to tall jaayegi
yahaan wahaan jahaan tahaan mat puchho kahaan kahaan hai santoshi maa apni santoshi maa apni santoshi maa jal mein bhi thal mein bhi chal mein achal mein bhi atal vital mein bhi maa apni santoshi maa apni santoshi maa badi anokhi chamatkaarni ye apni maayi raai ko parvat kar sakti parvat ko raai dwaar khula darbaar khula hai aao behan bhaai iske dar par kabhi daya ki kami nahin aayi pal mein nihaal kare dukh ka nikaal kare pal mein nihaal kare dukh ka nikaal kare turat kamaal kare maa apni santoshi maa apni santoshi maa is amba mein jagdamba mein gajab ki hai shakti chinta mein doobe huye logo kar lo iski bhakti apna jeevan sounp do isko paa lo re mukti sukh sampati ki daata ye maa kya nahin kar sakti bigdi banaane waali dukhde mitaane waali bigdi banaane waali dukhde mitaane waali kast hataane waali maa apni santoshi maa apni santoshi maa gauri sut ganpati ki beti ye hai badi bholi dekh dekh kar iska mukhda har ik disha doli aao re bhakto ye maata hai sabki
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ab Se Pehle To Ye Dil Ki Nawab Sahib (1978) 04:46 19296
 
Poster of Nawab Sahib (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Usha Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tamanna
Duration : 04:46   Song Number : 19296   

Bahut Khoobsurat Hain Aankhein Sushila (1966) 03:19 36983
 
Poster of Sushila (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
N/A
Duration : 03:19   Song Number : 36983   

Bemuravat Bewafa Sushila (1966) 03:39 16481
 
Poster of Sushila (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Prem Nazir, K R Vijaya
Raag- 
Sankara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:39   Song Number : 16481   

Chah Karni Thi Chah Kar Baithe Punar Milan (1964) 04:21 38237
 
Poster of Punar Milan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
Shashikala, Ameeta
Duration : 04:21   Song Number : 38237   

Ghum Ki Andheri Raat Sushila (1966) 03:10 14306
 
Poster of Sushila (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
Mahesh Raj, Nana Palsikar
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:10   Song Number : 14306   

Gori Zulm Kare Zulf Ka Main Aur Mera Bhai (1961) 03:04 16100
 
Poster of Main Aur Mera Bhai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 03:04   Song Number : 16100   

Hum Mein Hai Kya Nawab Sahib (1978) 04:44 32123
 
Poster of Nawab Sahib (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Parikshit Sahni
Duration : 04:44   Song Number : 32123   

In Pyaar Ki Raahon Mein Punar Milan (1964) 03:52 36851
 
Poster of Punar Milan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
Jagdeep, Ameeta
Duration : 03:52   Song Number : 36851   

Insaan Kitne Yug Beete Main Aur Mera Bhai (1961) 03:14 39373
 
Poster of Main Aur Mera Bhai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:14   Song Number : 39373   

Jitni Haseen Ho Tum Mangu Dada (1970) 04:12 19294
 
Poster of Mangu Dada (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sujit Kumar
Duration : 04:12   Song Number : 19294   

Karti Hoon Tumhara Vrat Jai Santoshi Maa (1975) 05:55 32723
 
Poster of Jai Santoshi Maa (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Usha Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha, Others
Duration : 05:55   Song Number : 32723   

Madad Karo Santoshi Mata Jai Santoshi Maa (1975) 04:45 41012
 
Poster of Jai Santoshi Maa (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Kavi Pradeep
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Usha Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kanan Kaushal
Duration : 04:45   Song Number : 41012   

Main Abhi Gair Hoon Main Aur Mera Bhai (1961) 03:29 38277
 
Poster of Main Aur Mera Bhai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
Duration : 03:29   Song Number : 38277   

Main To Aarti Utaaroon Jai Santoshi Maa (1975) 04:42 38697
 
Poster of Jai Santoshi Maa (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Usha Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kanan Kaushal
Duration : 04:42   Song Number : 38697   

Nazar Utha Ke Yeh Rangeen Sama Ek Saal Pehle (1965) 03:38 32678
 
Poster of Ek Saal Pehle (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
Asit Sen, Saida Khan
Duration : 03:38   Song Number : 32678   

Paas Baitho Punar Milan (1964) 03:39 16299
 
Poster of Punar Milan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jag Deep
Duration : 03:39   Song Number : 16299   

Yahaan Wahaan Jahaan Jai Santoshi Maa (1975) 05:34 40172
 
Poster of Jai Santoshi Maa (1975)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 05:34   Song Number : 40172   
Karaoke Songs of c arjun, Sad Songs of c arjun, Love Songs of c arjun, Dance Songs of c arjun, Hip-hop songs of c arjun, Best songs of c arjun, Super hit songs of c arjun, hit songs of c arjun, duet songs of c arjun, solo songs of c arjun, old songs of c arjun, famous songs of c arjun, Hindi Karaoke Songs of c arjun, Hindi Sad Songs of c arjun, Hindi Love Songs of c arjun, Hindi Dance Songs of c arjun, Hindi Hip-hop songs of c arjun, best Hindi songs of c arjun, super hit Hindi songs of c arjun, hit Hindi songs of c arjun, duet Hindi songs of c arjun, solo Hindi songs of c arjun, old Hindi songs of c arjun, famous Hindi songs of c arjun, Sing Along Songs of c arjun, Sing Along Sad Songs of c arjun, Sing Along Love Songs of c arjun, Sing Along Dance Songs of c arjun, Sing Along Hip-hop songs of c arjun, Sing Along Best songs of c arjun, Sing Along Super hit songs of c arjun, Sing Along hit songs of c arjun, Sing Along duet songs of c arjun, Sing Along solo songs of c arjun, Sing Along old songs of c arjun, Sing Along famous songs of c arjun